Hindi Shayariii....

........HINDI    SHAYARI.......


Aaj Aapke Pyar Me Kuch Kami Dekhi
CHAND Ki CHANDNI Me Kuch Nami Dekhi
Udas Hokar Laut Aaye Hm Apne Ghar
Jab Mehfil Apki Gairon Se Sazi Dekhi



Dil Ko Manana aGar Hota Aaasaaan 
Na Karta Kisi Ko Yoon Ye Pareshaan 
Tanha Na Rahta Bhari Mehfil Main 
Na Hoti Woh Halat Jo Ho Na Bayaan
  

Jisko chaha tha zindagi ki tarah 
Chal diye wo ik ajnabi ki tarah 
Neend ati h Na maut Ati hai 
Dono naraz hain shayad unki ki tarah
  

Jab Dour Ho To Mera, 
Tasavvur Na Chorna Aye Dost!!! 
Dil Lagane Se Pehle Ye Sonch 
le Mushkil Bahut Hai, 
Rishton Ki Zanjeerain hain Torna
 

Teri bewafai mahaj ek bahana hai 
Dard ko kisi bahane lab par lana hai 
Bas ek wohi nahi milne ate mujhse 
Zakham ek gahera jise dikhana hai
  

Main shayar to nahi…. 
magar ae haseen…
jab se dekha.. maine tujhko
mojhko shayari aa gayi
log kaato se bachkar chalte hai aur hum
Hai jinhone phulose chot khaye hai


Phool Khilte Nahi
khusboo unhe khilati hai 
ladke biadte nahi 
ladkiyabigadti hai


Ye meri talkh nawaaii 
Ye meri talkh hansi 
Ye zeher-khund sa lehja 
Ye guftagu meri 
Ye na samajh ae meri jaan

Comments