@ Payaam Aaye Hain Os Yaar-e-Bewafa Ke Mujhe
Jisay Qaraar Na Aaya Kaheen Bhula Ke Mujhe
@ Judaayiaan Hon Tou Aisi Ke Umer Bhar Na Milain
Faraib Do Tou Zara Silsilay Barha Ke Mujhe
@ Nashay Se Kam Tou Nahi Yaad-e-Yaar Ka Aalam
Ke Le Urra Hai Koi Dosh Per Hawa Ke Mujhe
@ Mein Khud Ko Bhool Chuka Tha Magar Jahan Waalay
Udaas Chorh Gaye Aaina Dikha Ke Mujhe
@ Tumhaaray Baam Se Ab Kam Nahi Rifat-e-Daar
Jo Dekhna Ho Tou Dekho Nazar Utha Ke Mujhe
@ Khinchi Howi Hai Mere Aansooun Mein Ek Tasveer
“Faraz” Dekh Raha Hai Wo Muskura Ke Mujhe
Ahmad Faraz.....
@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@

Aansu oon ki Tarah Nazron say Giraya Us Ne
Apni khabar Na Mili Kuch Aise khak Mein Milaya Us Ne
*Elzaam Mujh Pe Lagaaya Magar Bewafa khud Tha
Pehle Dewana Banaya Phir Mujhey Thukraya Us Ne
*Usko Mazaa Aata Hai Mujhko Sataane Mein
Mujhe Geeli Lakri ki Tarah Jalaya Us Ne
*Aaya Na Tha Us ko Wadaa Wafaa Karnaa
Logon ko Jhota Apni Wafa ka Qisa Sunaya Us Ne
*Tanhayon K Dard Se khoob Waqif Tha Woh “FARAZ”
Pher Bhi Dunya Mein Mujhe TANHA Baanaya Us Ne............

*Os Mohabbat Ne Hum Ko Kia Na Dia..
Rooth Jaanay Ka Honsla Na Dia
*Zindagi ! Tujh Se Ye Shikaayat Hai
Khaak Mein Kiun Hamain Mila Na Dia
*Be-Wafai Pe Gar Sazaa Na Mili
Tou Wafaa Ka Bhi Kuch Silaa Na Dia
*Hum Chalay Khwaab Baichnay Ke Lye
Os Ne Acha Kia Lia Na Dia
*Teergi Phelti Gayi Har-Suu
Os Ne Mitti Ka Ik Diya Na Dia
*Os Ka Dar Door Tou Nahi Tha Batool
Hum Ko Qismat Ne Raasta Na Dia...
Rooth Jaanay Ka Honsla Na Dia
*Zindagi ! Tujh Se Ye Shikaayat Hai
Khaak Mein Kiun Hamain Mila Na Dia
*Be-Wafai Pe Gar Sazaa Na Mili
Tou Wafaa Ka Bhi Kuch Silaa Na Dia
*Hum Chalay Khwaab Baichnay Ke Lye
Os Ne Acha Kia Lia Na Dia
*Teergi Phelti Gayi Har-Suu
Os Ne Mitti Ka Ik Diya Na Dia
*Os Ka Dar Door Tou Nahi Tha Batool
Hum Ko Qismat Ne Raasta Na Dia...
Ghomne ka Bahana kr k Dour Fizaon mai Kahin Lejana Usk
Wo Bewafa Hy Us Waqt Ye Ehsas Na Dalana Usko
*Us K Samne Na Krna Baten Esi K Meri Yaad Aa jaye
Mere Tafree Ky Mshghle Suna Suna k Hnsana Usko
*Wo Roye ga jb jb to Meri R0oh tarap uthaey ge
aisa karo dostoo- meri m0ut ka hi na btana usk0000000.

Comments
Post a Comment