Romantic Good Nighy Shayarii...2017

एक जैसे दोस्त सारे नही होते,
कुछ हमारे होकर भी हमारे नहीं होते,
आपसे दोस्ती करने के बाद महसूस हुआ,
कौन कहता है ‘तारे ज़मीं पर’ नहीं होते.

Ek jaise dost sare nahi hote,
Kuch hamare hokar bhi hamare nahi hote,
Aapse dosti karne ke baad mehsus hua,
Kaun kehta hai ‘taare zamin par’ nahi hote.

इस कदर हम उनकी मुहब्बत में खो गए,
कि एक नज़र देखा और बस उन्हीं के हम हो गए,
आँख खुली तो अँधेरा था देखा एक सपना था,
आँख बंद की और उन्हीं सपनो में फिर सो गए!

es kadar hum unki mohabbat mein kho gaye,
ki ek nazar dekha aur bas unhi k ho gaye,
ankh khuli to andhera tha, dekha ek sapna tha,
aankh band ki aur unhi sapno me phir kho gaye.


रात का चाँद आसमान में निकल आया है.
साथ में तारों की बारात लय है.
ज़रा आसमान की ओर देखो वो आपको..
मेरी और से गुड नाईट कहने आया है.

Raat ka CHAND aasman me nikal aaya hai.
Sath me taron ki barat laya hai.
Zara aasman ki or dekho wo aapko..
meri or se good night kehne aaya hai.

सितारों से भरी इस रात में,
जन्नत से भी खूबसूरत ख्वाब आपको आये,
इतनी हसीन हो आने वाली सुबह की,
मांगने से पहले ही आपकी हर मुराद पूरी हो जाये.
Good Night.

Sitaro se bhari is raat me,
Jannat se bhi khoobsurat khwab apako aaye,
Itani haseen ho aane wali subah ki,
Mangane se pahale hi apaki har murad puri ho jaye.
Good Night.

Raat kya hui Roshni ko Bhool gaye,
Chand kya nikla suraj ko bhool gaye,
Maana kuch der hum ne aap ko sms nahi kiya,
To kya aap hamein yaad karna bhool gaye.

Dekho Phir Raat Aa Gayi,
Good Night Kahne Ki Baat Yaad Aa Gayi,
Hum Baithe The Sitaro Ki Panah Mein,
Chand Ko Dekha To Aap Ki Yaad Aa Gayi.

अगर मै हद से गुज़र जाऊ तो मुझे माफ़ करना,
तेरे दिल में उत्तर जाऊ तो मुझे माफ़ करना,
रात में तुझे देख के तेरे दीदार के खातिर,
पल भर जो ठहर जाऊ तो मुझे माफ़ करना!!!!

शुभरात्रि दोस्तों !!

Agar Main Had Se Guzar Jaon To Mujhe Maaf Karna,
Tere Dil Main Utar Jaon Maaf Karna,
Raat Main Tujhe Dekh Kar Tere Deedar Ki Khatir,
Pal Bhar Jo Thehar Jaon To Mujhe Maaf Karna.

रात गुमसुम हैं मगर चाँद खामोश नहीं,
कैसे कह दूँ फिर आज मुझे होश नहीं,
ऐसे डूबा तेरी आँखों के गहराई में आज,
हाथ में जाम हैं,मगर पिने का होश नहीं|

Raat gumsum hai magar chand khamosh nahi,
Kaise keh du aaj fir hosh nahi.
Aisa duba teri aakhon ki gehrai main,
Haath mein jaam hai, magar pine ka hosh nahi.

Comments